YouTube video ke ley Tags kaise find kare ?
Dosto apne deka hoga jab app koi youtube video banate ha to video ke ley tagged find karne me kitne pareshani hoti ha. Is Pareshani ko dur karne ke leye ke ley me ek kafi asan or free tool laya hu agar app raha find karne me dikkat lagti ha to iske ley app ko niche deye gye point ko follow karna hoga .
Point is parkar ha.
- Sabse pahle apko chrome browser me jana hoga.
- Fir apko is link ko waha par paste karna hoga
- website open hogi
- Us website me apko youtube tags find ka tab milega
- Tab par click karne ke bad us url ko waha paste karna hoga jis se related app taggs find kar rahe ha .
- Is se related maine Youtube par ke video bani ha app is link par click karke us website par ja sakte ha .
- Website link given in youtube description box me ha .
- Wabsite Click hereClick here
- Link Paste karne ke bad Security Captura fill karna hoga.
- Video se related taggs niche box me show ho jygye .
- Sabhi taggs ko ek sathe copy kar sakte ha.
- Video Editing me sabhi taggsko paste kar de.
- Video save kare ke publish kar de
Agar app ko ye post achi lagi ha to muje comment kare ho hamre YouTube channel ko like and subscribe kare.
–-----–-----------------------------–------------------------------------------------------------------------------------
Post a Comment